Songtext zu 'Dil Aaj Shayar Hai' von Kishore Kumar

Möchtest du den Text von Dil Aaj Shayar Hai von Kishore Kumar kennen? Du bist am richtigen Ort.

Dil Aaj Shayar Hai, Gum Aaj Nagma Hai, Shab Yeh Ghazal Hai Sanam
dil Aaj Shayar Hai, Gum Aaj Nagma Hai, Shab Yeh Ghazal Hai Sanam
gairon Ke Sheron Ko O Sunnewale, Ho Is Taraf Bhi Karam

aake Zara Dekh To Teri Khatir, Hum Kis Tarah Se Jiye
aake Zara Dekh To Teri Khatir, Hum Kis Tarah Se Jiye
aansoo Ke Dhage Se Seete Rahe Hum Jo Jakhm Tune Diye
chahat Ki Mehfil Mein Gum Tera Lekar Kismat Se Khela Juwa
duniya Se Jeete, Par Tujhse Haare, Yun Khel Apna Hua

hai Pyaar Humne Kiya Jis Tarah Se, Uska Na Koi Jawab
hai Pyaar Humne Kiya Jis Tarah Se, Uska Na Koi Jawab
zarraat Hai Lekin Teri Lau Mein Jalkar, Hum Ban Gaye Aaftaab
hum Se Hai Zinda Wafa Aur Humhi Se Hai Teri Mehfil Jawan
hum Jab Na Honge To Ro Ro Ke Duniya Dhundhegi Mere Nishan

ye Pyaar Koi Khilauna Nahin Hai, Har Koi Le Jo Kharid
ye Pyaar Koi Khilauna Nahin Hai, Har Koi Le Jo Kharid
meri Tarah Zindagi Bhar Tadap Lo, Phir Aana Uske Karib
hum To Musafir Hain, Koi Safar Ho, Hum To Guzar Jayenge Hi
lekin Lagaya Hai Jo Danw Humne, Woh Jeetkar Aayenge Hi
woh Jeetkar Aayenge

Fühl dich wie ein Star, wenn du das Lied Dil Aaj Shayar Hai von Kishore Kumar singst, auch wenn dein Publikum nur deine zwei Katzen sind.

Ein sehr häufiger Grund, den Text von Dil Aaj Shayar Hai zu suchen, ist der Wunsch, ihn gut zu kennen, weil er uns an eine besondere Person oder Situation denken lässt.

Es ist wichtig zu beachten, dass Kishore Kumar in Live-Konzerten nicht immer oder wird nicht immer treu zum Text des Liedes Dil Aaj Shayar Hai sein... Es ist also besser, sich auf das zu konzentrieren, was das Lied Dil Aaj Shayar Hai auf der Platte sagt.

Wir hoffen, dass wir dir mit dem Text des Liedes Dil Aaj Shayar Hai von Kishore Kumar geholfen haben.

Auf dieser Seite stehen dir Hunderte von Liedtexten zur Verfügung, wie Dil Aaj Shayar Hai von Kishore Kumar.

Denke daran, dass du dich immer an uns wenden kannst, wenn du den Text eines Liedes wissen möchtest, wie es jetzt mit dem Text des Liedes Dil Aaj Shayar Hai von Kishore Kumar der Fall war.